ત્યાં લગી આશ સૃષ્ટિની જ્યાં લગી ઉગતા ફૂલો, જિંદગી જીવવા જેવી જ્યાં લગી કવિના કુળો

Daily Archives: માર્ચ 1, 2011

તા.૨૭-૦૨-૨૦૧૧ ના રોજ ભાવનગરના શ્રી સ્વામીનારાયણ ગુરુકુળના મધ્યસ્થ વિશાળ હોલમાં ૧૫૩મી સુરીલી સાંજ યોજાઈ ગઈ. આ વખતનો થીમ હતો ’કલ હમારા થા’ જેની અંતર્ગત સ્વર્ગસ્થ શ્રી કીશોરકુમારના ગીતો રજુ કરવામાં આવ્યા હતા. સુરીલી સાંજ દર મહિનાના છેલા રવીવારે રજૂ કરવામાં આવે છે. આ કાર્યક્રમના પ્રણેતા તથા સંચાલક ભાવનગરના જાણીતા સંગીતજ્ઞ શ્રી રાજેશભાઈ વૈષ્ણવ છે. આ કાર્યક્રમ અંતર્ગત નવા નવા કલાકારોને પ્રોત્સાહન તથા પોતાની પ્રતિભા દર્શાવવાની તક આપતું મંચ પુરુ પાડવામાં આવે છે. સતત ૧૩ વર્ષથી આ કાર્યક્રમ નીયમીત રીતે ચાલે છે.શ્રી રાજેશભાઈ વૈષ્ણવ (બેઠેલા)


આજે આમેય પહેલી તારીખ છે તો આપણે માણીએ કાર્યક્રમ દરમ્યાન ગવાયેલું ગીત ’ખુશ હે જમાના આજ પહેલી તારીખ હે’. જે દેશમાં વિશાળ નોકરીયાત વર્ગ હોય અને જ્યાં મહિને મહિને (કદાચ) પગાર ચૂકવાતો હોય તેવા દેશમાં સ્વાભાવિક છે કે આ પ્રકારના ગીતો લોકપ્રિય બને. જ્યાં દર અઠવાડીયે પગાર ચુકવાતો હોય ત્યાં કદાચ – ’ખુશ હે જમાના આજ વિક એન્ડ હે’ એવા ગીતો પણ ગવાતા થાય.


ખુશ હે જમાના આજ પહેલી તારીખ હે


din hai suhaana – aaj pehli tarikh hai
din hai suhaana – aaj pehli tarikh hai

khush hai zamaana – aaj pehli tarikh hai
pehli tarikh aji – pehli tarikh hai

biwi boli ghar zara – jaldi se aana jaldi se aana
shaam ko piya ji – hamein cinema dikhana
hamein cinema dikhana – karo na bahaana
haan bahaana bahaana – karo na bahaana

aaj pheli tareekh hai – khush hai zamaana
aaj pehli tarikh hai – pehli tarikh aji
pehli tarikh hai – kis ne pukara ruk gaya baabu
lala ji ki jaan aaj – aaya hai kaabu
aaya hai kaabu

o paisa zara laana – o paisa zara laana
laana laana – o paisa zara laana

aaj pheli tareekh hai – khush hai zamaana
aaj pehli tarikh hai – pehli tarikh aji
pehli tarikh hai – banda bekaar hai
kismat ki maar hai – sab din ek hain
roz e aitbaar hai – mujhe na sunana
haan sunana sunana – mujhe na sunana

aaj pheli tareekh hai – khush hai zamaana
aaj pehli tarikh hai – pehli tarikh aji
pehli tarikh hai

dar ke saamne aaye – mehmaan hain
bade hi sharif hain – puraane meharbaan hain

bade hi sharif hain – puraane meharbaan hain
are jeb ko bachaana – bachaana bachaana
jeb ko bachaana

aaj pheli tareekh hai – khush hai zamaana
aaj pehli tarikh hai – pehli tarikh aji
pehli tarikh hai

dil beqaraar hai – soye nahi raat se
seth ji ko ghum hai ki – paiso chalo haath se
are lootega khazaana – khazaana khazaana
lootega khazaana

aaj pheli tareekh hai – khush hai zamaana
aaj pehli tarikh hai – pehli tarikh aji
pehli tarikh hai

aye cinema waalon aao – aao khel mazedaar hai
ho khel mazedaar hai – ji khel mazedaar hai

agha hai bhagwan hai – kishore kumar hai
nimmi geeta bali hai – ashok kumar hai
nargis raj kapoor hai – dilip kumar hai
geeton ka toofan hai – naach ki bahaar hai
naach ki bahaar hai

paanch aane ka das aana – paanch aane ka das aana
paanch aane ka das aana

are waapas nahi jaana – jaana jaana
waapas nahi jaana

aaj pheli tareekh hai – khush hai zamaana
aaj pehli tarikh hai – pehli tarikh aji
pehli tarikh hai

mil jul ke bachchon ne – baapu ko ghera
baapu ko ghera – kehte hain saare ki
baapu hai mera – baapu hai mera
khilone zara laana – khilone zara laana

aaj pheli tareekh hai – khush hai zamaana
aaj pehli tarikh hai – pehli tarikh aji
pehli tarikh hai

din hai suhaana – aaj pehli tarikh hai
khush hai zamaana – aaj pehli tarikh hai
pehli tarikh